a

Wednesday, December 5, 2018

Rude Hero Romantic Urdu Novel List




Rude Hero Romantic Urdu Novel List:-

  1. Dulhan novel by Nasir Hussain 
  2. Janan teri ulfat ki qasam novel by Kashish Khan  
  3. Ujaley door nahe novel by Nayab Jelani  
  4. Sunehri dhoop novel by Umme Maryam 
  5. Aatish e ishq novel by Farwa Azam 
  6. Mujhe masroof rehny do novel by Umme Maryam  
  7. Sary mousam khil uthy novel by Alia Hira 
  8. Mere humdam mere damsar by Iqra Sagheer Ahmed.  
  9. Apna ghar novel by Effat Sehar 
  10. Dagh e hina by Memona Khursheed complete 
  11.  Chand lamhe chura len novel by Hina Malik 
  12. Dhundlake chatt jaen ge novel by Effat Sehar Pasha 
  13. Ik larki kuch dewani si by Iffat Sehar Pasha 
  14. Poora dukh aur aadha chand novel by Effat Sehar Pasha 
  15. Mohabbat jeet hoti hay novel by Effat Sehar Pasha  
  16. Bekhabar mein na tu novel by Anila Kiran  
  17. Chand nagar ki shehzadi by Sundas Jabeen  
  18. Chand mery aangan ka by Effat Sehar Pasha 
  19. Achi bahu by Sumera Gull  
  20. Tum se mohabbat hay novel by Durr e Suman Saleem 
  21.  Chalo toro qasam iqrar karen novel by Farhat Ishtiaq
  22. Aey dhund bhari shaam by Umme Maryam 
  23. Harf-e-sada ko inayet hoa ehjaz ka rang novel by Aneeza sayed 
  24.    Yar dahdi ishq aatish by Iffat Sehar Pasha
  25. Aitbar e mohabbat by Aliya hira 
  26. Abhi tum safar mein ho novel by Zarnain Arzoo 
  27. Uttran by Iffat Sehar Tahir 
  28. Sat bharai by Memona Khurdhid Ali 
  29. Deemak zada mohabbat novel by Saima Akram Chaudhar Complete  
  30. Nayi rutain naye khawab novel by Bushra Saeed  
  31. Aey Ishq novel by Nazia Kanwal Nazi 
  32. Morning walk novel by Subas Gul 
  33. Tawaf e arzoo novel by Abida Ahmed  
  34. Meri tanhaiyon ka sathi ho novel by Zarnain Arzoo 
  35.   Rahat e dil hay tu novel by Nabeela Aziz
  36. Rooh ka makeen novel by Nabeela Aziz  
  37.  Tajdeed e zindagi by Nabeela Aziz
  38. Aey mery babul by Aasia Razzaqi 
  39. Woh ik aisa shajar ho by Farhat Ishtiaq 
  40. Dard gar by Umme Maryam  
  41.   Agar woh mehrban hota novel by Umme Maryam 
  42. Sari bhool hmari thi novel by Rahat Jabeen complete 
  43.  Raakh by Amna Riaz
  44. Sang paras novel by Mehwish Iftikhar Complete 
  45. Malal e zeest novel by Amna Riaz  
  46. Kisi pathar ki moorat se novel by Sumaira Sharif Toor 
  47. Haey woh badguman mera novel by Nabeela Aziz  
  48. Jugnoo jub sath hon by Aliya Hira 
  49. Main chand si novel by Memona Khursheed Ali  
  50. Aey ishq tery hain khail ajeeb novel by Durre Suman Bilal Complete  
  51. Main guman nahi yaqeen hon by Nabeela Abar Raja  
  52. Tair e lahoti novel by Riffat Siraj  
  53. Ham kahan k sachey they novel by Umaira Ahmed  
  54. Bas ik dagh e nidamat novel by Umera/Umaira Ahmed  
  55. Shikast ki awaz novel by Aneeza Sayed  
  56. Tum sang Mehakne lagay raste novel by Maryam Aziz 
  57. Zindagi tum ho by Madiha Tariq  
  58. Shart novel by Nabeela Aziz  
  59. Wohi rasta wohi manzil meri by Mariam Aziz  
  60. Teri rah mein rul gai way novel by Memoona Khursheed  
  61. Roshani ke jugnoo by Aasia Razzaq 
  62. Ab mere ho ke raho novel by Durr e Suman Saleem 
  63. Mujhey piya mananey ka dhang na novel by Umme Maryam 
  64. Jheel kay uss paar by Nadia Jahangir 
  65. Haan tum mjhy qabool ho novel by Shazia Chaudhary 
  66. Mera gham tu janan novel by Ayesha Murtaza  
  67. Yeh barasti ankhen tarasti ankhen by Ayesha Sehar Murtaza 
  68. Mujhy bikharny mat dena by Ayesha Seher Murtaza  
  69. Lagan novel by Bushra Rehman  
  70. Chand Gagan Aur Chandni Novel By Iqra Sagher Ahmed 
  71. Jhilmil karti bahar by Qamrosh Ashok 
  72. Laagi tum se lagan by Humera Rubab.  
  73. Tere ishq main novel by Ayesha Naz Ali 
  74.  Ham ko teri nazar me rehna novel by Maryam Aziz
  75. Tum meri zeest ka hasil ho novel by Iqra Sagheer Ahmed  
  76. Tumhen zara der se jana novel by Maryam Aziz 
  77.  Dasht e aarzu novel by Iqra Sagheer Ahmed
  78.  Teri ulfat main sanam by Iqra Sagher Ahmad
  79. Harde ka iqrar novel by Hina Malik 
  80. Na barat beniazi novel by Nabila Aziz  
  81. Mein tum se piyar nahe karta novel by Rehana Aftab  
  82. Yaar e man novel by Arshiya Rajpoot 
  83. Darmanda e ulfat novel by Saira Shah  
  84. Mohabbat humsafar meri by Shabana Shokat 
  85. Dil ka dard ghazal hua by Madeha Tabassum  
  86. Jaam e Aarzoo by Mehwish Iftikhar Complete .  
  87. Sanam se samad tak novel by Kaneez Nabwi 
  88. Ik larki choti si by Amna Iqbal Ahmed  
  89. Mohabbat ki jeet novel by Sundas Jabeen  
  90. Mausam e gul hairan hay novel by Saima Akram Chaudhary  
  91. Mausam e gul ki dastak novel by Fozia Ghazal 
  92. Aabi novel by Aatir Shaheen 
  93. Adawat novel by Riaz Aqib Kohlar  
  94. Ziddi mohabbat by Silla Sheikh Complete pdf 

20 comments:

  1. Mujy novel ka naam bhol gya h lkn hero ka naam شیث or lrki ka naam Sara h....... Hero ko ek bemaari hoti h shyd sooraj mukhi ki..... Or uska bara bhae os k lye kafi possessive hota h..... Or heroin ki insult b boht krta h...... Plz is trha ky ka novel mujy bta den.......

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kuch ishq me rang e junoon bhi tha by Naila Tariq Online Reading.

      Delete
  2. ek novel me kafi time sy dhond rahi hun per mil
    nahi raha or uska naam bhi yad nahi he .. story start kuch istrah hoti he ek larki shadi me jati he apni friend ki but uski friend ka husband foji hota he or usy foji kuch khas pasand nahi hoty to us k bary me bura bhala bolti he lekin peachy dulhy ka foji dost us ki batain sun leta he sarii or decide karta he k wo ab us ko batayga k foji asal me hoty kya hen or us larki k ghar rishta bhj deta he or un ki shadi ho jati he ... plzzz is tarha k novel k naam bata den agar ho saky to plzzzzzz

    ReplyDelete
  3. Aleem ul haq haqi ka ik novel ka ik part prha tha, is mn ik writer ik film k story lkhne hill station ja raha hota, us ka problem yh k wo akele nai rh skta, producer us k lye ik orat la intazam krta, mgr train k journey mn uski ik fan mlne ati kisko yh wo lrki smjh laita, us novel ka name bta skty???

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aik novel hai jis me larky ko apni wife k character py shak hota hai vo us k sath bht bura salok krta hai but end py usy apni gulti pta chalti hai ....plz ye konsa novel hai

      Delete
  4. Mujhe us novel ka naam btadein jisme heroin hero ko padhati h tb unpe kuch log ilzam laga dete h or hero or heroin ka nikah hojata h plz ye konsa novel h btade

    ReplyDelete
  5. plz us novel ka name bata de jis mein hero ka name i think umer and heroine ka khooria hota hai ,ye dono kzns hotay hai and heroine hero ki student bhi hoti hai universty mein . dono ki aps mein balkul nhi banti but wo ek dosray se engaged hotay hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ap isi page pr student n teachrs novel mn check kary mil jaye ga mn ny recentlyider hi sy parha h but sory nam mujy b yad nae a raha.

      Delete
  6. Tum mile novel Momina riaz ka complete link dy dain plz

    ReplyDelete
  7. Ek novel kaname malom karma hai hero k ankal ne red light area ki ak laki se shadi ki hoti hai in ki ak beti bhi hoti hai khandan wale accept nahi karte hero ka name hukum Yar hota hai hero ko heroin k bare main pata nahi hota wo us ki PASAND karta hai and main dono ki shadi ho jati hai

    ReplyDelete
  8. Novel in which hero os very cruel heroin har waqt apne first husband ko yaad karti hai hero har waqt us kam karwat ahai .wnd
    pe iski painting usko dikhata hai

    ReplyDelete
  9. Muje ek novel ki talash hai.. Jisme hero or heroin ki first mulaqat school Mai hoti hai or waha hero heroin ko thappad maarta hai qki wo usse takra jaati hai, or same day un dono ka nikah hoja ta hai qk hero ko uski step mother miljati hai. Hero ka father or heroin ki phuppi married hote hai or seperate ho jate hai hero ki galti ki wjh se.. Pls agr kisi ko ye novel mile to batade. Thnks everyone. Ye new novel thoda spiritual romance hai but writer ka naam yad nhi hai. Is novel m hero ki ek frnd hoti hai jo heroin ko bht baar takleef deti hai.

    ReplyDelete
  10. Aik novel he jis main hero ka name meer he or heroin ka name naaz he us ka name bta dain

    ReplyDelete
  11. Plz koi acha sa rude hero wala novel bata daen after marrige story ho or end happy ho

    ReplyDelete
  12. Plzzzz tel me wadera base novel heros name are sajawal and mohazm they are against each other and girl names are zari and mahrosh

    ReplyDelete
  13. ek novel hai buhat porana jis mai larke ka naam muskan hota hai larka ka naam pata nahi pr dono ek he university ma parta hai our muskan is larka se buhat pyar karti hai our ye larka muskan ka cousion be hota par ek dosra ko nahi pehchanta Qnk is boy ka patents ke death hoti hai jis ka bad is boy our is ke sister ko koi our paal kar barai karta hai our sab sa haas bad muskan ke shakal blkl is larka ke real mother se melti hai Qnk muskan ke mother pregnance ma is larka ke mother ke picture ko zyada dehkte hai plzzzzzzzzzz plzzzzzz is novel ka naam koi bata do

    ReplyDelete