Here you will find all novels which based on feudal system based stories like Adla badla marriage, Wanni Rasam, Quraan se nikah, Karo Kari rasam and qabaily jirga system. Different writers wrote on that system and we collect them in one post for our readers who like that kind of stories.
If you know some more novels like that plz tell us in comments and we will be happy to add them in this list.
Assalam o alaikum!!
ReplyDeleteplzzz is novel k naam bta da
jis mien larke ka name zayaan hotaa haii or larkii haniya hotii haii larkaa wadera type hotaa haii hero kii heroine se mulaqat clg mien hotii haii or hero aik dafa dekh kr e os k pheche pr jataa haii heroine ka nikah hero se childhood mien he ho gyaa hotaa haii dono ko naii ptaa hotaa pr hero ko os waqt ptaa chalta haii jb achanak heroine apnii bachpaan ki pix apnii friend ko dekhaa raii hotii haii hero k pass b wesii he pic hotii haii or hero apnii dado se
pochtaa haii pr wo naii btatii pr hero bht force kartaa haii to btaa detii hain or hero agley din zbrdastii heroine ko uthaa k le ataa haii
please kis ka naam koi bata day please please
Deletegood job plz upload such urdu novels in which hero is angry rude and herion is innovent and afraid...like wadera system...and thanks
ReplyDeleteMjy koe us novel ka name bta dy plz jis ma hero ka name shayad mubeen hota ha or heroen k name marwa hero larki ko kidnap krta ha or larki kisi tarhan ussa rahai hasil kr lati ha or larky k bap sa takra jati ha jo usy ghr chor k ata ha orr us ki shadi apny baty sa krwa data ha lakin larki or larky ko mai pata hota k wo he ha ........ Ya anchal daigest ma aya tha
ReplyDeleteMain ne aik novel parha tha, shua 2004 main. Novel ka naam yaad nahin hai. Story kuch yun hai ke Start main larki haveli se apni jaan bacha kar bhagti hai. Uske ghar par kuch log hamla karte hain. Uske parents haveli mein hi marr jaatey hain. Heroine bhagti hai. Phir usse aik aurat milti hai jo usse apne saath ghar le jati hai. Woh aurat hero ke ghar par kaam karti hai aur unke servant quarter mein rehti hai. Heroine uske saath rehna shurru karti hai. Phir heroine bhi hero ke ghar par kaam karna shurru kar deti hai. Woh aurat uska introduction apni rishtey daar ke tor par karwati hai. Heroine ke paas aik hi dress hota hai(Frock kaliyon wala) jo woh pehney rakhti hai. Aik din woh safai kar rahi hoti hai ke hero aur uske behen bhai kuch discussion kar rahe hote hain. English Literarture se realted. Heroine uss mein bolna shurru karti hai. Toh hero uss se poochta hai ke tumhain kaise pata. Tum to parhi likhi nahin ho. Aur aik martaba hero waghaira ke ghar mein koi function hota hai, End mein heroine hero ki cousin nikal aati hai. Aik aur baat heroine ko hero ki mother apni beti ke kuch kapre deti hai ke tum ye pehen lena function men lekin woh nahin pehnti. Usse apna purana frock zyada pasand hota hai, Aur woh function mein apna frock pehen kar hi rakhti hai.
ReplyDeletePlz agar kissi ko novel pata ho toh bata dein
Main ne aik novel parha tha, shua 2004 main. Novel ka naam yaad nahin hai. Story kuch yun hai ke Start main larki haveli se apni jaan bacha kar bhagti hai. Uske ghar par kuch log hamla karte hain. Uske parents haveli mein hi marr jaatey hain. Heroine bhagti hai. Phir usse aik aurat milti hai jo usse apne saath ghar le jati hai. Woh aurat hero ke ghar par kaam karti hai aur unke servant quarter mein rehti hai. Heroine uske saath rehna shurru karti hai. Phir heroine bhi hero ke ghar par kaam karna shurru kar deti hai. Woh aurat uska introduction apni rishtey daar ke tor par karwati hai. Heroine ke paas aik hi dress hota hai(Frock kaliyon wala) jo woh pehney rakhti hai. Aik din woh safai kar rahi hoti hai ke hero aur uske behen bhai kuch discussion kar rahe hote hain. English Literarture se realted. Heroine uss mein bolna shurru karti hai. Toh hero uss se poochta hai ke tumhain kaise pata. Tum to parhi likhi nahin ho. Aur aik martaba hero waghaira ke ghar mein koi function hota hai, End mein heroine hero ki cousin nikal aati hai. Aik aur baat heroine ko hero ki mother apni beti ke kuch kapre deti hai ke tum ye pehen lena function men lekin woh nahin pehnti. Usse apna purana frock zyada pasand hota hai, Aur woh function mein apna frock pehen kar hi rakhti hai.
ReplyDeletePlz agar kissi ko novel pata ho toh bata dein
Mjhy b is novel ka name btaien plzz
Deleteplzzzz ek novel ka link send kar dain ladki ka nam rehal thaa or yeh feudal based nocel thaa hero es main driver bana howa hai lakdi k uncle lakdi ko marna chahatay hain ya shadi karna chatya hain yeh yad nhi hai hero ka nam shayad zawar hai or hero mukhalif qabilay ka hai
ReplyDeletethanks
salam
ReplyDeletekindly rehal walay novel ka name bata dain plzz story yad nhi hai theek sy waleed tarique thaa or ladki ka rehal hero hawali main as a driver bana howa hai or wo har dafa lakdi ko bachata hai bad lakdi k uncle ladki ko badnam karna cha rhay hotay hain takay os ki shadi un k betay sy hoojaey par lakdi hero sy contract par shadi kar layti hai baqi yad nhi hai end happy hai main app l reply ka wait kar rahi hoon kindly bata dain
thanks